By Asma Hayat
Dil to chahta hai ki kitaab likhdu,
Mgr alfaaz teri tareef me lau kaha se?
Smjh nhi aate ye kisse mujhe to,
khtm kaha or shuru kaha se?
Mit jaye kch to fasle is waqt ki daraar me,
tu laut aa,
Murjha na jaye kahi mera gulaab tere intzar
me...
Wo lamhe khushiyo k mujhe yaad aate
kbhi hasti hu khoob to kbh khoob rulate h
Munfarid hai tera ehsaas mere liye,
Gam ke Saare nisha(n) ummeedo me bdl
jate h
Nhi h koi phool mere phool jesa bazar me,
tu laut aa, murjha na jaye kahi mera gulab
tere intzar me..
Mere qlm kitab alfaaz sb h tere liye,
Meri shyri ka hissa wo Imhe jo tune diye,
Mene to jeena b seekha h Bs Tere sahare,
Sbse hseen the wo Imhe jo milkr guzare;
Ab Koi rsta hi bn jaye is fasle ki deewar me,
tu laut aa, murjha na jaye kahi mera gulab
tere intzar me.... tere intzar me
By Asma Hayat
Comments